Nasri ke siwa
Main to kuch bhi nahi (2)
Ho ke usse juda (2)
Main to kuch bhi nahi
Nasri ke siwa main to kuch bhi nahi (2)
Uski rahon pe chalta rahun umr bhar
Beet jaye yun hi zindagi ka safar (2)
Fazl kar Tu ata main to kuch bhi nahi (2)
Hoke usse juda
Hoke usse juda
Main to kuch bhi nahi
Nasri ke siwa main to kuch bhi nahi
Khaak hun khaak mein lautna hai mujhe
Je badan ka watan chorna hai mujhe (2)
Vo thikana mera main to kuch bhi (2)
Hoke usse juda
Hoke usse juda
Main to kuch bhi nahi
Nasri ke siwa main to kuch bhi nahi
Uska rasta bada shed se tang hai
Har kadam par magar vo mery sang hai (2)
Vo mera rahnuma
Main to kuch bhi nahi (2)
Hoke usse juda
Hoke usse juda
Main to kuch bhi nahi
Nasri ke siwa main to kuch bhi nahi (2)